Rah me jab kahi tera jikra aaya wahi apna ghar nazar aaya !

Maana ki aadhunik yug me rahte hai lekin phir bhi apne sanskar saath rakhte hai !

Maana ki raah e wafa aasaan nahi lekin maryaada nibhana aapse hi sikha hai Raghunandan Ram !


Insaan aur pashu me itna hi antar hota hai - insaan apni budhdhi aur sanyam se kaam karta hai jabki pashu apni sharirik zarurato ke hisaab se !


Insaan apni soch aur charitra se hi jaana jaata hai , jiski soch achchi aur charitra achcha hota hai , wo insaan jeewan me tarraki ki uchaiyo tak pahuchta hai aur sansaar ka sabse amir vyakti hota hai !
Rah me jab kahi tera jikra aaya wahi apna ghar nazar aaya ! Maana ki aadhunik yug me rahte hai lekin phir bhi apne sanskar saath rakhte hai ! Maana ki raah e wafa aasaan nahi lekin maryaada nibhana aapse hi sikha hai Raghunandan Ram ! Insaan aur pashu me itna hi antar hota hai - insaan apni budhdhi aur sanyam se kaam karta hai jabki pashu apni sharirik zarurato ke hisaab se ! Insaan apni soch aur charitra se hi jaana jaata hai , jiski soch achchi aur charitra achcha hota hai , wo insaan jeewan me tarraki ki uchaiyo tak pahuchta hai aur sansaar ka sabse amir vyakti hota hai !
Love
1
0 Comments 0 Shares 227 Views 0 Reviews